Journals
<<Previous 1 2 3 4 5 6 Next >>
Computerized Love
Abhi abhi to pyaar ka PC kiya hai chaaloo
apne dil ki Hard disk pe aur kitni files daaloo
apne chehre se ruswaai ka Error to hatao
Ai jaaneman apne dil ka Password to bataao
Woh to hum hai jo aap ki chaahat dil main rakhte hai
Warna aap jaise Software to bazaar main bikte hai
Roz raat aap mere sapno main aate ho
mere pyar ke Mouse ko ungliyon pe nachaate ho
Tere pyar ka email mere dil ko lubhata hai
Par beech main tere baap ka Virus aa jataa hai
Aur karaaogi hamse kitna intezaar
Hamare dil ke Site pe kabhi Enter to maro yaar
Apne insult ka badla dekho kaise loonga
Jaaneman tere baap ko Shift Delete kar doonga
Apke nakhre apne dil pe Bang ho gaye
Do PC judte judte Hang ho gaye.
Aap jaiso ke liye dil ko Cut diya karte hai
Warna baaki cases main to Copy Paste kiya karte hai
Aapka hasnaa aap ka chalna aap ki woh style
Aapki adaaon ki hamne Save kar li File
cheer ke dekh le is dil meN bachaa kuch bhi nahiN
is ghar meiN teri yaadoN ke sivaa kuch bhi nahiN
kahaaN ka ishq,wafa,pyaar,mohabbat kaisi ?
aaj kal soney ke sikkoN se badaa kuch bhi nahiN
apne haathoN ki lakeeroN se khafa huuN, lekin
mere mehboob mujhe tujhse gilaa kuch bhi nahiN
humne haNste hue jaaN de di tere qadmoN meN
tu kyoN rota hai ke tera to gayaa kuch bhi nahiN
ik zamana tha ke palkoN pe khwaab rehte the
ab to aaNkhoN meN aaNsuyoN ke sivaa kuch bhi nahiN
duaa kiije , ke karishma hi koi ho jaaye
iss duinya mai mohabbat ki davaa kuch bhi nahiN
sar-e-mehfil faqat nazreN milaayiiN thiiN tumse
ghabraaye kisliye ? humne to kaha kuch bhi nahiN
दोस्ती नाम नहीं सिर्फ़ दोस्तों के साथ रेहने का..
बल्कि दोस्त ही जिन्दगी बन जाते हैं, दोस्ती में..
जरुरत नहीं पडती, दोस्त की तस्वीर की.
देखो जो आईना तो दोस्त नज़र आते हैं, दोस्ती में..
येह तो बहाना है कि मिल नहीं पाये दोस्तों से आज..
दिल पे हाथ रखते ही एहसास उनके हो जाते हैं, दोस्ती में..
नाम की तो जरूरत हई नहीं पडती इस रिश्ते मे कभी..
पूछे नाम अपना ओर, दोस्तॊं का बताते हैं, दोस्ती में..
कौन केहता है कि दोस्त हो सकते हैं जुदा कभी..
दूर रेह्कर भी दोस्त, बिल्कुल करीब नज़र आते हैं, दोस्ती में..
सिर्फ़ भ्रम हे कि दोस्त होते ह अलग-अलग..
दर्द हो इनको ओर, आंसू उनके आते हैं , दोस्ती में..
माना इश्क है खुदा, प्यार करने वालों के लिये
पर हम तो अपना सिर झुकाते हैं, दोस्ती में..
ओर एक ही दवा है गम की दुनिया में क्युकि..भूल के सारे गम, दोस्तों के साथ मुस्कुराते हैं, दोस्ती
दोस्ती नाम नहीं सिर्फ़ दोस्तों के साथ रेहने का..
बल्कि दोस्त ही जिन्दगी बन जाते हैं, दोस्ती में..
जरुरत नहीं पडती, दोस्त की तस्वीर की.
देखो जो आईना तो दोस्त
I'm Sorry My Love

I'm sorry my love
If I've broken your heart last night
I beg of you to forgive me
Dearest one I'm sorry
I promise my love
I won't make that mistake again
Oh won't you please forgive me
And be my love again
I was a fool
To treat you mean and cruel
I didn't know at all
Now I've realize
So I apologized
I'll never hurt you again oh oh…
I'm sorry my love
If I've broken your heart last night
I beg of you to forgive me
Dearest one I'm sorry
I'm sorry I'm sorry I'm sorry my love
Muskrahat rooh ka darwaza khol deti hai jis ke paas Muskrahat na ho woh dunia ka kanjoos tareen insaan kehlaie ga.
Muskrahat zindha dili ka naam hai, Muskrahat se DIL jeeta ja sakta hai.
Muskrahat shidat ghum ko chupa lati hai, Muskrahat ghamoun ke pahar mein honsle ki chitan hai
Muskrahat mohabbat ki zuban hoti hai, Muskrahat dimagh ki thandak hai, Muskrahat Masart ka naam hai
ZINDAGI
Zindagi amanat hai is ki hefazat karo
Zindagi se pyar karo, Zindagi se muqabla karo
Zindagi aik lamha hai, Zindagi haqeeqat ki manad hai
Zindagi se insaaf karo, Zindagi muskrane ka naam hai
Zindagi haseen yaadoun ka tuhfa hai
Aghar tumhein Zindagi se mohabbat hai tou waqat se mohabbat karo, Aur aik khubsoorat dost ki talash karo
Zindagi ko is tarah jiyo ke dekhne wala tumhari tareef kare
Zindagi jeene ka naam nahi is ko ache amaloun se bania jata hai
Zindagi ko kisi ke naam karna bohat mushkil hai magar guzarna bhi asan nahi
Zindagi yahi nahi ke khushian hi khushian houn milein gham bhi khisa daar hotein hein
Zindagi se insaan bohat khuch pata hai or bohat kuch kho deta hai
Zindagi mein her dukh ke baad sukh bhi milta hai
Zindagi aik phool ki manad hai
<<Previous 1 2 3 4 5 6 Next >>