MAIN SHAIRI NA KARON
---------------------------------
==========================
Aankhun se kaho pyar ka andaaz na badlein
Saansun se kaho dard ka saaz na badlein
Ayega kabhi pyaar ka mousam b kisi roz
Dharkan se kaho rooh ka humraaz na badlien
Yun sochna or jagna Qismat mein hai din raat
Yaadun se kaho pyar ki parwaaz na badlien
Milte hain door ja ker dariya ke do kinaare
Chahat se kaho safar ka andaaz na badlien
Sunte hain her ek ahat mein us ke ane ki awaaz
Paun se kaho chalne ka andaaz na badlien
--------------------------------------------
Ham Nay Kuch Istarhan Mohabbat Ki Hai Ke
Mohabbat Mein Tumhari Partishish Ki Hai
Tumharay Bageir Zindagee Ka Koi Tassavor Nahe
Mein Nay Kuch Is Tarhan Say Tumhari Tamanna Ki Hai
Mere Dil Mein Bas Jao Tum Roh-e-Mohabbat Ban Ke
Mein Nay Dil Ki Gheraiyo Say Ye He iltaja Ki Hai
Tumharay Milnay Say Pehley Mein Khud Say Na Aashna Tha
Samjha Hai Pyaar Ko Jab Say Tum Say KMohabbat Ki Hai
Meri Zindagi Ki Khoshiya Tum Say He Hein Wabastta
Mein Nay "RAB" Say Tumhay Panay Ki Dua Ki Hai
--------------------------------------------
IBRAHIM
Re: Re: Re: Re: AB KIYA BAQI HAI....TU JO NAHIN HAI TU KUCH
7/26/2008 11:21 PM
ROYALZORPIAN, 28 Karachi Pakistan
Kabhi khud bhi mere pas aa
Meri baat sun mera saath de
Jo khalish hey dil se nikal ker
Mjhey uljhanoun se nijat de
Tujhe sochna mera mashghala
Tujhe dekhna meri aarzoo
Mujhe din dey apney khayal ka
Mujhe apney qurb ki raat de
Mein akele bethoon kahan kahan
Yeh safar bht taveel hei
Meri zindagi mera saath chal
Mere hathoun main apna hath dey..
O RAAT KE MUSAFIR
------------------------------
----------------------------------------------------------
IBRAHIM
Re: Re: Re: Re: AB KIYA BAQI HAI....TU JO NAHIN HAI TU KUCH
7/26/2008 11:08 PM
ROYALZORPIAN, 28 Karachi Pakistan
Dil ka dard chupana kitna mushikil hai
Khul ka phir muskrana kitna mushkil hai
Dooor tak jab chaloo kisi ka saath phir
Akely loat ka ana kitna mushkil hai?
========================
What is Peace? By IBRAHIM
-------------------------------------
Re: Re: AB KIYA BAQI HAI....TU JO NAHIN HAI TU KUCH BHI NAHI
7/20/2008 9:45 AM
ROYALZORPIAN, 28 Karachi Pakistan
Thank you very much for Great comments
-------------------------------------------------------
Waqt-e-Dua me ek dua karon,
Mein Rab se ek eltija karon,
Tu khush rahe, Tu shaad rahe,
Tere dil ka aangan abaad rahe,
Tu har pal yunhi hansa kare,
Tu pholon ki manind khila kare,
Teri zindagi me koi gham na ho,
Teri aankh kabhi nam na ho,
Tujhe kisi se koi gila na ho,
Koi dukh tujhe mila na ho,
Teri radd kabhi dua na ho,
Tere labb pe koi sadaa na ho,
Tujhe bin maange wo ataa kare,
Teri maaf her ek khata kare.......
-------------------- -------------------- ----
Karachi
Pakistan
---------------------------------
==========================
Aankhun se kaho pyar ka andaaz na badlein
Saansun se kaho dard ka saaz na badlein
Ayega kabhi pyaar ka mousam b kisi roz
Dharkan se kaho rooh ka humraaz na badlien
Yun sochna or jagna Qismat mein hai din raat
Yaadun se kaho pyar ki parwaaz na badlien
Milte hain door ja ker dariya ke do kinaare
Chahat se kaho safar ka andaaz na badlien
Sunte hain her ek ahat mein us ke ane ki awaaz
Paun se kaho chalne ka andaaz na badlien
--------------------------------------------
Ham Nay Kuch Istarhan Mohabbat Ki Hai Ke
Mohabbat Mein Tumhari Partishish Ki Hai
Tumharay Bageir Zindagee Ka Koi Tassavor Nahe
Mein Nay Kuch Is Tarhan Say Tumhari Tamanna Ki Hai
Mere Dil Mein Bas Jao Tum Roh-e-Mohabbat Ban Ke
Mein Nay Dil Ki Gheraiyo Say Ye He iltaja Ki Hai
Tumharay Milnay Say Pehley Mein Khud Say Na Aashna Tha
Samjha Hai Pyaar Ko Jab Say Tum Say KMohabbat Ki Hai
Meri Zindagi Ki Khoshiya Tum Say He Hein Wabastta
Mein Nay "RAB" Say Tumhay Panay Ki Dua Ki Hai
--------------------------------------------
IBRAHIM
India
Lopa
Karachi
Pakistan
---------------------------------
==============================
Ishq hota nahin sab hi ke liy
Yeh bana hai kissi kissi ke liy
-----------------------------------
IBRAHIM
Karachi
Pakistan
====================================
====================
Bachpan ke dukh kitnay achay hotay thay,
Tab to sirf khilonay toota kartay thay,
Woh khushian bhi jane kaisi khushian thain,
Titlee ke parr noch kar uchala kartay thay,
Chotay thay to Makr-o-faraib bhi chotay thay,
Daana daal kar chirrian pakra kartay thay,
Paon maar ke barish ke pani main,
Apni nao aap daboyya kartay thay,
Apnay jal janay ka bhi ehsas na tha,
Jaltay hoay sholon ko ch~hera kartay thay,
Ab to ik aansoo bhi ruswa kar daita hai,
Bachpan main jee bhar ke roya kartay thay
=================
Thanks
IBRAHIM
India
lopa
Karachi
Pakistan
=========================================
----------------------------------------------
MERA DIN CHUPA KISI RAAT MEIN
MERI RAAT CHUPHI KISI ZAAT MEIN
MERI ZINDGIE KISI RAAZ MEIN
KOI RAAZ HAI MERI ZAAT MEIN
MAIN JAHAN KAHIN BHI BHATAK GAYA
MEIN GIRTA GIRTA SUMBHAL GAYA
MUJHE THOKRON SE PATA CHALA
KOI HATH HAI MEREY HATH MAIN
========================
IBRAHIM
India
.....Thanks for sending it again
Lopa
Karachi
Pakistan
Meri baat sun mera saath de
Jo khalish hey dil se nikal ker
Mjhey uljhanoun se nijat de
Tujhe sochna mera mashghala
Tujhe dekhna meri aarzoo
Mujhe din dey apney khayal ka
Mujhe apney qurb ki raat de
Mein akele bethoon kahan kahan
Yeh safar bht taveel hei
Meri zindagi mera saath chal
Mere hathoun main apna hath dey..
O RAAT KE MUSAFIR
------------------------------
----------------------------------------------------------
IBRAHIM
Karachi
Pakistan
Khul ka phir muskrana kitna mushkil hai
Dooor tak jab chaloo kisi ka saath phir
Akely loat ka ana kitna mushkil hai?
========================
What is Peace? By IBRAHIM
-------------------------------------
========================
IBRAHIM
India
Ibrahim.....you are always interesting..love you lopa
Karachi
Pakistan
-------------------------------------------------------
Waqt-e-Dua me ek dua karon,
Mein Rab se ek eltija karon,
Tu khush rahe, Tu shaad rahe,
Tere dil ka aangan abaad rahe,
Tu har pal yunhi hansa kare,
Tu pholon ki manind khila kare,
Teri zindagi me koi gham na ho,
Teri aankh kabhi nam na ho,
Tujhe kisi se koi gila na ho,
Koi dukh tujhe mila na ho,
Teri radd kabhi dua na ho,
Tere labb pe koi sadaa na ho,
Tujhe bin maange wo ataa kare,
Teri maaf her ek khata kare.......
-------------------- -------------------- ----
--------------------------------
IBRAHIM
New Delhi
India
Alappuzha
India
Alappuzha
India
frome karnataka
can you are frandshiop whit me
my yahoo ide sachin_raikarhubli@yahoo.com
iam onlin in yahoo
India
lopa here sure why not ..i am 40 yrs old...
Mumbai
India
Karachi
Pakistan
==================================================
==================
IBRAHIM
India
with love
lopa
Karachi
Pakistan
==============================================
========================
IBRAHIM
India
Lopa
Karachi
Pakistan
===============================
=========================
IBRAHIM
Mumbai
India
please spare more time for me ...
Mumbai
India
New Delhi
India
India
thanks for the message
lopa